Song: Yaadein
Singer /Vocals : Maham Malik
Lyrics: Maham Malik and Kaneez fatima
Composition :Kaneez Fatima
Music/mixing : Jonathan Nawaz

Official Fanpage: http://www.facebook.com/pages/Maham-Malik/456725611078191

maham malik - yaadein

Lyrics

Ye dil to tujhe dekh kar jiya

Ye dil jo tujhai soch kar jiya

Tune jo mun mora hai

tab se yeh dil rota hai

 Kiuyn tune dil mera tora hai..

Teri sari baton mein

Tujh sang beti yadon mein

Dil ye mera ab tak khoya hai..

Ye dil jo tujhe soch kar jiya..

In ankhon ne meri

jo sapnai terai bunai

Aur kwahishein bhi thin

dil ko merai ghairay

Ab un sab se laina kia

Tera mujh se nata kia

Phir bhi kiuyn dil mera rota hai..

Teri sari baton mein

Tujh sang beti yadon mein

Dil ye mera ab tak khoya hai..

Ye dil to tujhe dekh kar jiya

Ye dil jo tujhai soch kar jiya

Wo lamhe jo meri

Palkon pe sajai

Wo wadai jo terai

Kiuyn tune mujh se kiye

Ab un sab se laina kia

Tera mujh se nata kia

Phir bhi kiuyn dil mera rota hai..

Teri sari baton mein

Tujh sang beti yadon mein

Dil ye mera ab tak khoya hai..

Ye dil to tujhe dekh kar jiya

Ye dil jo tujhai soch kar jiya

your comments: