Song: Taaray
Artist: Bilal Khan
Album: Umeed
Thank you for wating so long. Here’s the start of much more music to come this summer from me. The song is called “Taaray” and this encapsulates my philosophy of the little sense I have made of life so far. The album is called “UMEED”. – Bilal Khan
Lyrics:
Ye aasman, ye hawa
raat ka alag nishaan
roshni kahin dhali..
agaey hum jahan
na ummeed kisi se
na gila kisi se ..
sub hai sath mai
mujhay nahi kisi cheez ka ..
T t t t Taaray, Saaray laai aonga
kesi ye majboori
q hai kaam zarori
kesi dunya mai gum..
sochain ye purani..
kal tu mai …
apni he dunya mai gum..
na ummeed kisi se
na gila kisi se ..
sub hai sath mai
mujhay nahi kisi cheez ka ..
T t t t Taaray, Saaray laai aonga
T t t t Taaray, Saaray laai aonga
T t t t Taaray, Saaray laai aonga
Seekha jeenay ka tareeka is jungle mai.
dunya hai jiska naam
koi hans k guzary ga.. koi maang k khaey ga
koi karay ga yaad khuda..
Justojo mehnat ker.. khawab ko pora ker
kiay thay tu ne apnay ap se
aaaeyga tera din b zara sabar…
lena hoga bas kaam ko..
T t t t Taaray, Saaray laai aonga
T t t t Taaray, Saaray laai aonga
T t t t Taaray, Saaray laai aonga
Comments are closed.